Nokia 105 ta 1174 back manu button not working
Hi friends!
Aj hum is bare main bat karenge ke nokia ka keypad kyo kam nahe raha ye kes waja se kharab hu jata hai?
First main apko bta do ke nokia ke keypad tab kharab hu jata hain jab phone fane water main ger jaye tab nokia ka keypad kam nahe kar raha.
Kabe kabar phone ke andar pasena ja ta hain us se be phone ka keypad kam nahe kar raha.
Our jab phone ger jaye tu power ic se mobile ke keypad se buttons ke kuch line cut jate hain tab be phone ka keypad kam nahe kar raha.
Our kabe kabar power ic our button ke darmyan main line cut jata hain tab be ye masla a sakta hain.
Tu ye jo phone ta es ke line darmyan main cut gya ta tu main ne digital malti meter se line tarce kar ke ek cheta sa jumper laga lya tu phone ke keypad ne kam shoro kya.
Agar apke phone same ye wala hain our yahe button kharb hai tu bager line ke track ke ap ye jumper laga sakte hain.
Nokia 105 ta 1174 back manu jumper ways |
Tu main ne kuch is tara ye jumper lagya hain.
Nokia ta 1174 back button ways |
Picture ko zoom kar ke deko agar jumper nazar nahe a raha tu.
Our jo forane phone te jes main volume ke buttons te side main tu us me jab volume ke buttons short hu jata tu sara keypad kam ne karta tu us se wahe volume button nekalne se masla hal hu jata hain.
Our jab phone gerne ke wja se kuch buttons kam chor jata hain tu phir ya tu power ic tak line trac kar ke power ic se jumper lena hain our agar passable na hu tu power ic rebal ya change karna huga.
Our kabe kabar keypad ko tenar se saf karne se be keypad tek hu jata hain.
0 Comments